Jahan Apne Aap Sar Jhuk Jate Hai
Us Pathar Ko Bhi Bhagwaan Ka Roop Maan Liya Jata Hai
Jis Jahan Ko Dekh Kar Parmatama Ki Yaad Aaye
Woh Tirtha Kehlata Hai
Aur Jis Aadmi Ke Darshan Se Parmatama Mein Bhakti Jaage
Woh Mahatama Kehlata Hai -Guide
No comments:
Post a Comment